Vivo NEX price, Full specifications, Full reviews, Elevating front camera
Hlw guyzz kaise ho?
Good afternoon guyzz. Aaj hum baat karne wale hai VIVO NEX ke baremeh. Market pe har din ek naya phone aa raha hai, toh aaise me customers bohut confuse ho jata hai. Avi kuch din pehle Nokia X5 launched hua tha, aur 19th July ko Vivo ne vi apna VIVO NEX launched kar diya hai. Iss phone pe Vivo ne kuch naye features ka introduce kara hai. Jaise ki hidden front camera, hidden speakers, hidden sensors etc. Aur fingerprint sensor vi display ki under diya gaya hai. Matlab iss phone pe sab kuch hai, lekin wo sab hidden karke rakha gaya hai. Yeh sab kuch hidden hoone ke wajah se iss phone pe hummne Bezel-less display mil raha hai. Vivo iss phone pe Fast Charging ka support vi de raha hai. Aur iss phone ke front camera ki strength par Vivo ne ek video vi present kiya hai. Processor vi iss bar Vivo ne bohut badiya diya hai jo hai Snapdragon 845. Iss phone ka RAM hai 8GB aur Storage hai 128GB. Aur jo price hai wo hai Rs. 44,990/- Available On Amazon. Iss ko aap mere website se vi buy kar sakte hai. Right side pe (If Desktop) aur Bottom side (If Mobile) uska link diya hua hai.
Specifications:-

Specifications:-
- Dual Sim : Nano + Nano
- Octa Core, 2.2 GHz Snapdragon 845 Processor
- 8GB RAM, 128GB Storage
- 4000 mAh Battery
- 6.59 inches, 1080 x 2316 px Touchscreen Display
- 12 + 5 MP Dual Rear + 8 MP Front Camera (AI Support)
- In Display Fingerprint Sensor
- Android v8.1 (Oreo)
- USB Type-C
Iss phone ka sabse badiya highlights hai iss ka moving front camera, jo ki kamaal ka hai. Naiya features vi hai, toh fir jahiye buy kijiye. Mein vi apne liye ek order karne wala hoon.
GUYZZ PLEASE SUPPORT ME BY FOLLOWING MY BLOGS......THANK YOU
No comments: